Jo dil mai tha hamare, humne bata diya
Rag jo dil se nikla, humne use suna diya
Unhe laga ki hum to yuhi gate hai
Hamre har zazbat ko yuhi bhula diya
Hamari chahat to bas unki chahat hi thi
Unhone use bas yuhi mita diya
Laga use wahi sach, jo usne socha tha
Hamare sach ko to ek jhoot bana diya
Is bar to hum sambhaal hi lenge khud ko
Is kadar humne khud ko bana diya
Intzar unka ab hum har pal karte hai
Ek wada unhone na fir milne ka kiya
Jo dil mai tha hamare, humne bata diya...
Rag jo dil se nikla, humne use suna diya
Unhe laga ki hum to yuhi gate hai
Hamre har zazbat ko yuhi bhula diya
Hamari chahat to bas unki chahat hi thi
Unhone use bas yuhi mita diya
Laga use wahi sach, jo usne socha tha
Hamare sach ko to ek jhoot bana diya
Is bar to hum sambhaal hi lenge khud ko
Is kadar humne khud ko bana diya
Intzar unka ab hum har pal karte hai
Ek wada unhone na fir milne ka kiya
Jo dil mai tha hamare, humne bata diya...